How To Solve Hanging Problem In Android Device & Make Superfast?
Android Phone me Hanging Problem ko Solve Kaise kare or Superfast kaise banaye???(100% working)
Doston !
Aaj Mai aaplogo ke liye ek aisa tips Laya hun jo Ek Dum Best Tips Jo Aapko 100% Zaroorat parne wali hai.Kyunki Aaj ke zamane me har kisi ke paas Android or Smartphone hai Abhi tak Total Android user 1.4 Billion se zayeda hai ..Or 75% Wale logo ki ye problem ye hoti hai ki Android or Smartphone Hangg hone lagta hai ya bahut Hi Zayeda slow chalta hai or heat bhi hone lagti hai..Kyunki Hanging ka problem mere pass bahut baar aaya or mai phone pe Hi sloved kar deta tha but socha ki baar baar ek Hi chiz ki zaroorat jab. Par hi rahi hai toh Kyun na hum Hanging problem ko Door karne ka Article hi likh de..Isiliye Aaj mai aaplogo ke liye ek aisa trick laya hun Jo aapke phone ka Hanging problem ko 100% Door kar dega or Aapka Android device Ek Dum Superfast ho jayega..I Guaranteed
Read Also:-
1 Android phone me 6What's App Or 10Fb,2Line,2Viber,2Skype,2Instagram,kaise use kare[Latest trick]100% Working
Computer Ya Laptop Me Whats app Kaise Chalaye ??? Or Wo Bhi Bina Koi Software Ke(100%)Working
..
Sabse Pahle Hum Ye Janenge Ki Android or Smartphone Hang Kyun karta hai.Or Phone Heat Kyun karta hai.
Hanging problem Isiliye hota hai Kyunki RAM jab puri tarah se bhar jata hai or Fir koi bhi data Store nahi kar pata hai uske bawjood bhi aap Use karte rahte Jaise Facebook,What's,App,Instagram, Etc Or Baat rahi Heat karne ki toh Phone Heat kab hota hai jab Phone jab buri tarah se Gir jata hai or bahar ka koi chiz damage nahi hota hai jaise phone jab bhi girta hai toh 100% log Phone ka Display dekhte hai kahin mera Display Toot toh nahi gya acutal me ye hota hai k bahar ka saaman kuchh bhi damage nahi hota lekin andr ka part damaged ho jata hai jiski wazah se heating problem shuru ho jati hai or phone ko charge me laga kar use karne se bhi Phone heat hota hai..
Android Phone me Hanging Problem ko Solve kare or 100% Superfast banane ke liye saare Tips Follow kijiye
Tip.2 Aap apne Phone me Temple Run 2 ya Temple Run OZ ho toh use sabse pahle Uninstall kijiye Kyunki Ye Game RAM ko jaan kar deta hai.jiski wazah se phone dheere dheere chalne lagta hai.Are Ghabraiye nahi Temple Run bahut achha game hai sabhi ko pasand hai .Agar aapko Game khelne ka Mann kare toh Kisi se ke baar game lekar Apne Memorycard ke kisi File rkh dijiye or jab man kare tab install karke khel lijiye
Tip.3 Or Jo bhi use ka apps hai use rahne De or baad baaki Jo useless (Bekar) Apps hai use Uninstall kare de.Kyuki yahi bekar apps se phone Hangg hota hai isiliye Kyunki Jo bhi bekar apps aapke phone me installed hote hai wo saare aaps ka data background running me rahta hai.isi wazah se phone hangg hone lagta hai.
Tip.4 Or Apne phone me Jo bhi Apps hai Jo uninstall nahi ho rahe hai toh un sabhi apps ko Clear data karke Force Stop kar dijiye. Jisse aapka phone ek dum fast hona jayega
Tip.5 Or ye ek dum best point hai.Aap aapne saare third party apps Ko Memory card me transfer kar de or Zaroorat ke hinsab se install kar ke use kar kare aisa karne se aapka phone ek dum fast chalega or RAM pe koi effect nahi parega..
Tip.6 Or Aap har 10 ya 15 days pe apne phone ke Settings me jaakr apps ki data ko clear kare Jaise Google Chrome, UC browser Opera Min ye sab browser ko clear data kar de
Tip.7 Or ye baat yaad rakhe huemesha Memory Card me bhi Space chahiye taki memory bhi thik se kaam kae agar aap Memory Full kar dete hai toh Aapka phone Jaam chalne lagega isiliye Minimum GB space khali rakhe.
Tip.8 Or Ye bhi yaad rakhe ki Jab bhi aap internet use karne ke liye Data on karte hai toh Aap thodi der ke liye ruk jaiye isiliye Kyunki Phone ke jitne v social apps jaise What's App ,Facebook, Line,IMO,Wechat,Viber Skype etc or Browser me ho gya UC browser, Opera Mini ,Google Chrome in sabhi Browser Ka process On hota hai isiliye Kuchh seconds ke liye ruk jaaye uske baad use kare..
Tip.9 Ye saare Tips follow karne ke baad bhi aapka Phone hangg ho raha hai toh Aap handset ko Reset kar dijiye or agar aapka RAM zayeda hai toh Update kar dijiye aapka phone fast ho Jayega
Tip.10 Agar Fir bhi nahi hua thik hua toh smjh jaaiye aapke phone ya Memory me virus hai toh us virus ko remove karne ke liye scan karna parega mera Advice hai aap Total security (Quick heal )Use kijiye.. Quick Heal ek dum best Antivirus software hai..jiski help se aap apne phone or Memory ko scan kar sakte hai..
Note:- I hope ki Aaplogo ye mera new Article pasnad aaya hoga.toh apne doston ko batane me der na Kare.or Like & Comments karna toh bilkul bhi ma bhule.Agar aapko abbi bhi aapke phone me kisi bhi tarah ka problem aa raha hai ya virus ghus gya hai Trojan virus toh hume Zaroor bataye.Hum aapko help karne ke liye humesha ready hai..

Tip.1 Sabse pahle aap apne Phone me Jo bhi Antivirus or clean karne ke liye Apps Rakhe hue hai usko Uninstall kardijiyeKyunki Mera Experience Yahi kahta hai ki Free Antivirus hi Phone ko Hangg karne ka sabse Main reason yahi hai.or Maine is baat ko ek baar nahi Balki Bahut se Android device me Check kar chuka hun..
Tip.2 Aap apne Phone me Temple Run 2 ya Temple Run OZ ho toh use sabse pahle Uninstall kijiye Kyunki Ye Game RAM ko jaan kar deta hai.jiski wazah se phone dheere dheere chalne lagta hai.Are Ghabraiye nahi Temple Run bahut achha game hai sabhi ko pasand hai .Agar aapko Game khelne ka Mann kare toh Kisi se ke baar game lekar Apne Memorycard ke kisi File rkh dijiye or jab man kare tab install karke khel lijiye
Tip.3 Or Jo bhi use ka apps hai use rahne De or baad baaki Jo useless (Bekar) Apps hai use Uninstall kare de.Kyuki yahi bekar apps se phone Hangg hota hai isiliye Kyunki Jo bhi bekar apps aapke phone me installed hote hai wo saare aaps ka data background running me rahta hai.isi wazah se phone hangg hone lagta hai.
Tip.4 Or Apne phone me Jo bhi Apps hai Jo uninstall nahi ho rahe hai toh un sabhi apps ko Clear data karke Force Stop kar dijiye. Jisse aapka phone ek dum fast hona jayega
Tip.5 Or ye ek dum best point hai.Aap aapne saare third party apps Ko Memory card me transfer kar de or Zaroorat ke hinsab se install kar ke use kar kare aisa karne se aapka phone ek dum fast chalega or RAM pe koi effect nahi parega..
Tip.6 Or Aap har 10 ya 15 days pe apne phone ke Settings me jaakr apps ki data ko clear kare Jaise Google Chrome, UC browser Opera Min ye sab browser ko clear data kar de
Tip.7 Or ye baat yaad rakhe huemesha Memory Card me bhi Space chahiye taki memory bhi thik se kaam kae agar aap Memory Full kar dete hai toh Aapka phone Jaam chalne lagega isiliye Minimum GB space khali rakhe.
Tip.8 Or Ye bhi yaad rakhe ki Jab bhi aap internet use karne ke liye Data on karte hai toh Aap thodi der ke liye ruk jaiye isiliye Kyunki Phone ke jitne v social apps jaise What's App ,Facebook, Line,IMO,Wechat,Viber Skype etc or Browser me ho gya UC browser, Opera Mini ,Google Chrome in sabhi Browser Ka process On hota hai isiliye Kuchh seconds ke liye ruk jaaye uske baad use kare..
Tip.9 Ye saare Tips follow karne ke baad bhi aapka Phone hangg ho raha hai toh Aap handset ko Reset kar dijiye or agar aapka RAM zayeda hai toh Update kar dijiye aapka phone fast ho Jayega
Tip.10 Agar Fir bhi nahi hua thik hua toh smjh jaaiye aapke phone ya Memory me virus hai toh us virus ko remove karne ke liye scan karna parega mera Advice hai aap Total security (Quick heal )Use kijiye.. Quick Heal ek dum best Antivirus software hai..jiski help se aap apne phone or Memory ko scan kar sakte hai..
Note:- I hope ki Aaplogo ye mera new Article pasnad aaya hoga.toh apne doston ko batane me der na Kare.or Like & Comments karna toh bilkul bhi ma bhule.Agar aapko abbi bhi aapke phone me kisi bhi tarah ka problem aa raha hai ya virus ghus gya hai Trojan virus toh hume Zaroor bataye.Hum aapko help karne ke liye humesha ready hai..
ConversionConversion EmoticonEmoticon