How To Make Fast Internet
In Your Android Device
Android Phone Me Internet Ki Speed Ko 100% Fast kaise kare?
Hello doston !...
Aaj mai aapke liye ek dum mazedar trick laya hun jise aapki humesha hone wale problem ko humesha humesha ke liye door ho jayegi..Matlb ye ki Aap jab kabhi Internet use karte hai toh Bahut Hi Zayeda slow chalta hai or aap toh jante Hi hai ki 2G network ki Speed kitni hai or aapko toh ye bhi pata hoga ki 3G ki Speed or 2G ke speed se kitna zayeda hai..or bahut se jagah me toh 4G bhi lounch hai lekin mushkil ye hai ki 2G wale user ko bahut Hi Zayeda pareshani hoti hai isiliye hum specially 2G walo ke liye ye trick laaye hai jisse aapke phone ka Speed bahut Hi Zayeda increase ho jayega..
Android Phone Me Internet Ki Speed Ko 100% Fast kare
1.Sabse pahle mai aapko main reason batana chahunga ki kis wazah se internet ki Speed Slow hoti hai..Jab aap marcket se ya online new Android Mobile kharidte hai tab aap us baat ko gaur nahi karte hai matlb ye ki Aap bina check kiye Phone me RAM kitni hai or Processor kaun Sa hai.RAM or Processor kam rahega Toh Internet ki Speed bhi slow hi hogi n.
2.Or Dusra reasons ye bhi ho sakta hai ki aapke phone me bhare Apps ki wazah se Kyunki agr aap phone me Bahut saare apps ko install karenge toh sabhi apps process me rahega or sabhi apps ka Background Data process karta rahega or fir aap internet use karte hai toh aapka Internet slow chalne lagta hai...
3.Virus ke karan bhi internet ki Speed bahut slow hoti hai.ab aap sochenge ki viruse aata hai kahan se hai.mai aapko bata du ki virus aapke Internet use karne ki wazah se jaise Adults sites use karne se bhi virus aate hai or in sab kharab sites me bahut Hi Zayeda viruses hote hai. or aap kabhi kabhi apne friends ke phone se koi bhi data share karte hai or usi data me virus includ hote hai jiski wazah se internet slow hoti hai.Isiliye Phone me Ek Antivirus rakhe or wo bhi free wala nhi paise wala hona chahiye. Kyunki Paise wala Hi antivirus kaam karte hai baad baaki sabhi free antivirus fake hai
4.Agar aapke Phone me space kam hai or internet use kar rahe hai or aapki Internet ki Speed Slow hai Toh aap apne phone me Space banaiye.sabhi faltu apps ko uninstall kar dijiye or Jo bhi kaam ke apps hai un sabhi apps ko Clear Dara karke force stop kijiye.sbase pahle settings> Apps management >All Apps>Force stop >Clear data kare fir aap phone me Jo bhi aaps ko force stop kiya hai or browser ko bhi kiya hai toh un browser se internet open kijiye fast chalega or agar thodi or speed badhani hai toh aap browser ko update kar dijiye
5.or agar aapke phone me Google Drive hai or Dropbox hai toh usme bhi aapne data rakha hoga toh aap us faltu ke Data ko clear kar kar de.or agar aap pure Data ko clear kar rahe hai Google Drive ka bhi or Dropbox ka bhi toh mai aapko suggest karna chahunga ki agar aapne dono ko khali kar hi diya hai toh aap Us running apps ko Force stop karke disable kar de.isse aapko Internet ki Speed badhegi.
6.Jab bhi hum internet pe koi bhi chiz search karte hai toh likha hua ke saath saath Photo bhi aata hai n toh agar aap us Photo ko nahi dekhna chahte hai sirf aap padhna chahte hai aapko Photo nahi chahiye toh aap Apne browser me setting kar le Enable Text Mode ka.isse aapko search karne me bahut ki ka time lagega or aap internet fast use kar payenge..
Note:-Ummid karta hun doston ye Article bahut Hi Zayeda pasand aaya hoga.agar aapko is article me kahin bhi kuchh bhi smjh nahi aa raha hai toh aap hume comments me bata sakte hai..

6 comments
Click here for commentsIt's very important for us thank you for making it sir.
ReplyHello sir my name is md istaque from Muzaffarpur Bihar I would like to tell you that sir I have Microsoft Windows phone532 sir please explain how to get fast internet connection with my phone. Thank u sir,
ReplyWelcome....Istaque
ReplyMr.Istaque Alam.
ReplyI would suggest you to upgrade to Windows Phone...
Mr.Istaque...
ReplyIf you want to fast Internet in your Windows Device.. So you to follow the some conditions.just like:-You have to Update your phone browser & clear or free your phone memory,Remove your browser of Cache and Old history & If you want to only Text search results it is Better to Block Image in your browser,Disable Auto-Update feature for Applications.I would suggest you to use Uc browser because the is the one of the Fastest Mobile Internet Browser which Providing Lightning Fast Browsing and Downloading Speeds.perhaps you don't know that.UC Browser is Available in 7 Different Languages with more that 400 Million Satisfied User Across the World.
Please follow my all steps & then your internet surfing will be 100% fast
Mr.Istaque Alam.
ReplyI would suggest you to upgrade to Windows Phone...
ConversionConversion EmoticonEmoticon